Doondh
ke oos paar
Keya sirf Rashtrapati ke ek adesh se Anushed -35A
ko vidhan mein dalna sambhedamik hai ?
by
Daya Sagar
Pichlae kush saloan se
jab bhi mujae kaheen par THE CONSTITUTION (APPLICATION TO JAMMU AND
KASHMIR) ORDER, 1954 C.O 48 of 14 May 1954
( Presidential order) ki charcha
karnae ki avasheykata padee hai toe mujae lagta rahaa hai ki rashtrapati jee dwara keeyae geyae THE
CONSTITUTION (APPLICATION TO JAMMU AND KASHMIR) ORDER, 1954 C.O 48 of 14 May
1954 ki vaidhta par vaidhanik
aur logical ( tark ki ) drishti
se veechaar karnae ki avashaykata
hai. Aesa lagta hai ki kaheen bharat ke
vidhan ke anushed (Article) -370 mein ooplabdh prabhdanoan ka eis order ( aadesh) ko karnae mein anuchit ya asambhedanik dang se prayog toe nahin
keeya geaa hai. ……..
Snakshipt
mein agar kahein to yeh kahaa ja sakta hai ki anushed -370 ke jin prabhdanoan ka prayog rashtrapati
dawara sirf sadharan exceptions
(apbadoan ) aur modifications ( oopantaranoan ) ke leeyae
keeya ja sakta hai oon ka prayog bharat ke sambhidhan ya sambhidhan ki kush
dharoan mein sanshodhan karnae ke leeyae
14 May 1954 ke eis aadesh mein
keeya geyaa tha. Bharat ke vidhan mein Article -35 ke baad Article-35
A ko 1954 mein rashtrapati dawara ek adesh
de kar dalna esee shrenee mein aata hai.
Yehee anushed (Article ) -35A jammu Kashmir sambandit kush vishangateoan ka
kaaran kahaa ya sakta hai.
Bharat ke sambhidhan mein Dhara -35A ko ek rashtrapati dawara
keeyae geyae aadesh se dalna tarak sangat
nahin dikhta . Bo bhi jab eis anushed
dawara aesa prabhdhan keeya ja raha tha jis se bharat ki anay reayastoan ke nagrikoan ke
mool adhikaroan ( Article-16 right to employment , Article-19 right to
property, etc) ka hanan karnae balae kanoon bananae ka adhikaar ek rajay
Sarkaar / rajay ki vidaeeka ko deeya ja raha tha. Yeh Article -35A ke antragat hi hai ki J&K ke Vidhan mein section- 51 ( Qualification of membership of the Legislature ) ,
section-127 ( Transitional Provisions -
like government services ) , section- 140 ( Elections
to the Legislative Assembly / Voting right ) dalee jaa sakeen jin ke antragat jammu Kashmir mein rehnae balae bhartiyae
nagrikoan ko bharat ki anay reeyasatoan
mein rahnae balae bhartiyae nagkikoan ki tulna
mein jammu Kashmir mein kush vishesh
adhikaar prapt hain jo maulik adhikaroan se sambhandit hain.
Saaf
aur sadae shabdoan mein agar kahein toe jab bhi
kisee anushed (article) mein koyee clause jodee jaey ya jab bhi kisee
article ki kisee clause ( khand) ko kisee doosaree clause se replace keeya jaey ya jab bhi koyee neyaa article anushed sambhidhaan
mein joda jaeyae ya kisee article mein koyee proviso joda jaey toe jakinan aesa karna sambhidhaan mein sanshodan karnae jaesa hi hai. Jo shabdabalee
rashtrapati dawara 1954 mein keeyae geyae
adesh mein Article -35 A ko
dalnae ke leeyae prayog ki geyee hai bo vidhan mein sanshodahn karnae jaesee hi
hai. Aur Rashtrapati Jee apnae str par
Vidhan ke Article -370 ki (khand ) Clause (1) ke antrgat
sirf Jammu Kashmir rajay ki sarkaar ki sehmati se vidhan mein sanshodan
nahin kar saktae hain. Rashtrapati ji ko sirf
Kendra Sarkaar ke adhikaar balae visheon ko rajay Sarkaar se pramarsh
kar ke namankit karna hota hai aur oon
par kanoon Art-370 Clause (1) Sub-Clause (b-i) & (b-ii) ke antragat sansad
hee banaa sakti hai.
Kush
dharein ya references jis tarah se THE
CONSTITUTION (APPLICATION TO JAMMU AND KASHMIR) ORDER, 1954 C.O 48 of 14 May
1954 mein inkit hain bo jakinan sambhidhan mein sanshodhan ki shrenee mein aatee
dikhtee hain yo sirf
sansad kar saktee thee na ke Rashtrapati Jee.
Where as the expressions like “add” / “substitute” in
Article or In Clause … of
Article….. have been used in the said
order. Article -35 & 35A ; Article -368, Article-7, Article-19,
could be quoted for examination.
Anushed
-35A ko bharat ke sambjdhan ke anushed -370
ke Khund -1 ke oop khand –d ke
antragat rashtrapati ke aadesh se sambhidhan mein daala geya tha jo rastrapati jee ko parliament dawara keeyae
janae balae kaam karnae ka adhikaar nahin deta hain. Rashtrapati
jee ko keval etna hi adhikaar hai ki bo sansad dawra paarit kanoon ko/
sambhidhan ke provisions ( oopvandoan) ko jammu Kashmir
ke leeyae kush sadharan exceptions (apbaadoan )
aur modifications ( oopantaranoan ) ke saath anakit kar sakein.
Exceptions (apbadoan ) aur
modifications ( oopantaranoan )
ka yeh arth kadapee nahin ho sakta ki rashtrpati jee sambhidhaan mein doorgami
sanshodan kar sakein ya sambhidhan ke mool sindhantoan mein fer - badal beena sansad ko
vishwaas mein leeyae kar sakein.
Aksar
yeh kahaa jaata hai ki Jammu Kashmir rajay mein bharat ke nagrikoan ke kush
mool adhikaroan ( Art- 16.1,16.2 , 19.1
, etc )
ka hanan sirf eis leeyae hota hai ki jammu Kashmir rajay ka ek alag
vidhan hai par aesa kehna poori tarah tarak sangat nahin hai keon ki aesa
karnae ka adhikaar Bharat ke sambhidhan mein rashtrapati ke ek adesh se Anushed 35-A ko daal kar sambhidhan ke antragat deeya geyaa hai. Yadee Art-35 A nahin hota to jammu Kashmir ki sambhidaan sabha vidhan mein Section-51 ( Candidature for J&K
Legislature) , Section- 127 ( employment in J&K government institutions and
Section-140 ( voter eligibility for Assembly Elections) jaesae prabhdaan nahin rakh saktee. Eis leeya jammu
Kashmir ki sambhidaan sabha ya jammu Kashmir ke vidan par arop lagana theek nahin hai. Yadee
Art-35A na hota toe bharat ke kush nagrikoan ko jo jammu Kashmir ke permanent resident na hoan ko jammu Kashmir Sarkaar mein naukari lenae , jammu Kashmir mein sampati
khareedanein aur yahaan ki assembly mein vote dalnae ka adhikaar na dena
sambhav nahin hota.
Eis
leeyae jo visangatiyaan Article -35A
ko rashtrapati jee ke adesh dwara dalnae
se ootput huyee hain oon ko bharat ke sambhidhaan ke mool seedhantaon ke
pratikool kahaa ja sakta hai. Eis par vidhee ke visheshageon aur anay veecharkoan ko vichaar karna
chahiyae keon ki jis dang se Anushed -35A ko dalaa geyaa hai bo bharat ke
vidhan mein sanshodhan karnae jaesae hi lagta hai. It
has remained unquestioned for over 6 decades
This could be seen as
unconstitutional since Constitution of India can not be amended by a Presidential order under Article -370
but can be amended only under the
provisions and procedure as laid down in Article 368 of COI. Although enough damage has been done to the
Interests of India Nation as well as citizens of India but still the
corrections, if needed, could be got constitutionally applied.
Even Article-368 of Constitution of India appears to have been unconstitutionally amended in the said Presidential Order. So strangely
the amendments made to Constitution have been concealed from ‘general audit’ by
not mentioning the same in the text of editions of main constitution and the amendments
have been mentioned in the Appendix-1 {Constitution
( (application to Jammu and Kashmir ) Order 1954} and
the Appendix-II ( Re-statement, with reference to the present
text of the Constitution, of the exceptions and modifications subject to which
the Constitution applies to the State of Jammu and Kashmir ) .The
result has been that there may be some people even in the legal profession as
well who have not that seriously taken
notice of these facts and such
amendments all these years.
Par keon ki sirf
rashtrapati ji ke ek adesh dawra
bharat ke sambhidahan mein Art
35A ko dalna aur Anushed -368
mein ek Proviso jodna serious Vishay hain eis leeyae meinae apnee
samaj ( humble wisdom) ke anusaar ein visheshageon ke bharat kea am nagrik aur vidhee
visheshageon ke samnae rakhnae ki koshish ki hai.
May be with more expert
/legal review of the contents of the orders like Constitution ( Application
to Jammu and Kashmir) Order 1954 a case
could be made for approaching the
Hon’ble SC of India praying for applying
corrections. It could be prayed for review before the Hon’ble Apex Court that
in case even an amendment ( s.55
of Constitution Forty Second Amendment Act 1976 ) by Parliament of India by way
of adding Clause -4 and Clause-5 to Art 368 is against the basic spirit of COI
(These section have been declared invalid by the Supreme Court in
Minerva Mills Ltd. and Others Vs. Union of India and Others (1980) 2 S.C.C.
591.) , then why is not Art 35A of
Constitution of India against the basic
structure of Constitution of India since amendment of Constitution adding
Article-35A has not been under Article
-368 but by a simple Presidential Order.
(Daya
Sagar is a social activist and Senior Coloumnist J&K affairs
dayasagr45@yahoo.com 09419796096)
धारा ३७० के सभी बिन्दुओं का अध्ययन करने के बाद एक बात स्पष्ट हो गई है कि पंडित जवाहर लाल नेहरू कश्मीर के मामले पर भारतीय पक्ष के हितेषी नहीं थे। यदि उन्हें देशद्रोही कहा जाये तो कुछ गलत नही होगा। एक व्यक्ति जो प्रधानमंत्री के शीर्ष आसान पर बैठा है। कैसे ऐसे बिन्दुओं को स्वीकार कर लेता है। कश्मीर की कोई लड़की यदि भारत के किसी अन्य राज्य के लड़के से शादी करती है तो उसकी कश्मीरी नागरिकता ख़त्म हो जाती है। जबकि किसी पाकिस्तानी से विवाह करने पर पाकिस्तानी युवक की दोहरी नागरिकता हो जाती है। वह कश्मीरी के साथ-साथ पाकिस्तानी भी बना रहता है। यानि धीरे-धीरे कश्मीर को पाकिस्तान के हाथ में सौंपने की कवायद। बहुत ही दुर्भाग्य पूर्ण है कि नेहरू भारत के प्रथम प्रधानमंत्री थे।
ReplyDelete